Lyrics

Thursday, March 21, 2019



Kar Har Maidaan Fateh – Sukhwinder Singh





Pighla de zanjeeren
Bana unki shamsheeren
Kar har maidaan fateh oh bandeya
Kar har maidan fateh

Ghayal parinda hai tu
Ikhlat zinda hai tu
Baki hai tujhme hausla
Tere junun ke aage
Ambar panaahein mange
Kar dale tu jo faisla

Ruthi takqeerein to kya
Tuti shamsheeren to kya
Tuti shamsheeron se hi ho

Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh x (2)

Tum gardisho ke badalon pe chadh ke
Waqt ka gireban pakad ke
Puchna hai jeet ka pata, jeet ka pata
Inn mutthiyon mein chaand tare bhar ke
Aasmaan ki hadh se guzar ke
Hoja tu bheed se juda, bheed se juda
Kehne ko zarra hai tu
Lohe ka charra hai tu
Tuti shamsheeron se hi ho

Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh x (3)

Teri koshishein hi kaamyaab hongi
Jab teri ye zidd aag hogi
Phoonk dengi naummidiyan, naummidiyan
Tere peeche peeche raaste ye chal ke
Baahon ki nishanon mein dhal ke
Dhoond lenge apna aashiyaan, apna aashiyaan
Lamhon se aakh mila ke
Rakh dengi jaan lada ke
Tuti shamsheeron se hi ho

Kar har maidaan, har maidaan
Har maidaanm, har maidaan

Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh x (3)

Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh



Read more at: https://www.blogger.com/blogger.g?blogID=5797924810228646841#allposts

No comments:

Post a Comment